E-COMMERSE AND ITS SCOPE IN INDIA

E-commers kya hai aur bharat me E-commerce ke scope tatha gun dosh ki vyakhya kare.
E-commerce and scope in india

aaj mai aapko E-commerce ke bare me batane wala hu sath hi E-commerce ke bharat me scope aur e-commerce ke advantage tatha uske disadvantage ke bare me bhi batane vala hu.


Histry of E-commerce-


E-commerce ka vikas 1970 me Business community ke dwara bade transaction ko Electrically karne ke liye gaya tha.
E-commerce aaj pratyek Business org. ki aavashyakta hai ? E-commerce me future Business ki smbhavnaye dikhayee padti hai. E-com ek esa tool hai jiska upyog log Business ko modernic, global tatha jyada profitable bnane me kar rahe hai.

Definition of E-commerce-

Communication Perspective - 
Electronic-commerce information, Products/services aur Payment ka telephone line aur computer network ke dwara bhugtan hota hai.

Business process Perspective - 

E-commerce Business transaction aur workflow ka automation application program hai.

Service Perspective - 

E-commerce ek esa tool hai jo kisi firm, customer ewam managemenat ko atirtikt sewa lagat se bachane ke sath-sath mal ki gunvatta tatha tvarit sewa pradan karti hai.
e-commerce ka arth - E-commerce ka artha hai electronically business (commerce) karna arthat electronic media jaise ki intrnet, television ityadi ke madhyam se business karna hi e-commerce kahalata hai.
parantu E-commerce ke sabhi aspect ko dekhe to e-com. n keval business karta hai balki yaha business ke kshetra me ek kranti hai.

E-commerce ka sidha smabandh wastuo ko khridne va bechne se hai. ye vastuye kuchh bhi ho sakti hai jaise ki information, products, services, etc jiska madhyam hota hai electronic network.

E-commerce ko business reengineering tool ki tarah bhi dekha ja sakta hai jiske dwara samay ki bachat, (overall cost) total cost me kamee, production me gati tatha reliability ityadi kai fayde hai. sath hi E com aapke market area ko global bnata hai arthat aapka product, service, information kisi vishesh area tak simit na hokar pure vishav ke liye uplabdha hota hai.

E-commerce ek mahatvpurna aspect yah bhi hai ki iske dwara business partner information tatha resource ka bhi adaan-prdan krte hain. E-com na kewal income ko bdhata hai balkki income ke source ko bhi bdhava deta hai; jaise ki com. marketing tatha customer services jiske dwara aapke business ko gati miltee hai tatha aapke income me vridhdhi me hoti hai.

Advantages

E-commerce serves as an equalizer -

 yah shuruaati daur ke chhote tatha madhyam aakar ke vyapriyo ko vaishvik bajar me pahunchane me mdad krta hai.

E-comerce makes mass cutomization Possible - 



is kshetra me E-commerce Applications me asani se prayog kiye jane vale ordering system shamil hote hai jiski sahayta se grahak apni ikksha ke anusar utpado (products) ya ( service ) ka chayan kar order de sakte hai.

E-commerce allows network production -

Company ki production process ko un sabhi contractors ko bhej dena jo bhaugolik roop se to bikhare hai parantu computer network ke madhayam se aapas me jude hai network utpadan ke karn lagt me kami ke sath hi yh adhik rannitik target marketing prvide krta hai iske sath hi isse atirikt utpado, sewao tatha vaisee prnaliyo ko bechane me madadgar hoti hai.


E-commerce is helpful to custumer-

consumer bussiness (C2B) transaction me grahko ya upbhoktao ka jyada mahatva hota hai. ve apni aavshyktao aur ruchi ke anusar product banva sakte hai tatha sewao ki diliveri kaise ho yaha bhi sunischit ho sakta hai. E-commerce me production process fast aur open hota hai jis par grahko ka bahut adhik niyantran hota hai.

E-commers kya hai aur bharat me E-

commerce ke scope tatha gun dosh ki vyakhya kare.

aaj mai aapko E-commerce ke bare me batane wala hu sath hi E-commerce ke bharat me scope aur e-commerce ke advantage tatha uske disadvantage ke bare me bhi batane vala hu.

  • Histry of E-commerce-
E-commerce ka vikas 1970 me Business community ke dwara bade transaction ko Electrically karne ke liye gaya tha.
E-commerce aaj pratyek Business org. ki aavashyakta hai ? E-commerce me future Business ki smbhavnaye dikhayee padti hai. E-com ek esa tool hai jiska upyog log Business ko modernic, global tatha jyada profitable bnane me kar rahe hai.

  • Definition of E-commerce-
Communication Perspective - Electronic-commerce information, Products/services aur Payment ka telephone line aur computer network ke dwara bhugtan hota hai.

Business process Perspective - E-commerce Business transaction aur workflow ka automation application program hai.

Service Perspective - E-commerce ek esa tool hai jo kisi firm, customer ewam managemenat ko atirtikt sewa lagat se bachane ke sath-sath mal ki gunvatta tatha tvarit sewa pradan karti hai.

e-commerce ka arth -

 E-commerce ka artha hai electronically business (commerce) karna arthat electronic media jaise ki intrnet, television ityadi ke madhyam se business karna hi e-commerce kahalata hai.
parantu E-commerce ke sabhi aspect ko dekhe to e-com. n keval business karta hai balki yaha business ke kshetra me ek kranti hai.

E-commerce ka sidha smabandh wastuo ko khridne va bechne se hai. ye vastuye kuchh bhi ho sakti hai jaise ki information, products, services, etc jiska madhyam hota hai electronic network.

E-commerce ko business reengineering tool ki tarah bhi dekha ja sakta hai jiske dwara samay ki bachat, (overall cost) total cost me kamee, production me gati tatha reliability ityadi kai fayde hai. sath hi E com aapke market area ko global bnata hai arthat aapka product, service, information kisi vishesh area tak simit na hokar pure vishav ke liye uplabdha hota hai.

E-commerce ek mahatvpurna aspect yah bhi hai ki iske dwara business partner information tatha resource ka bhi adaan-prdan krte hain. E-com na kewal income ko bdhata hai balkki income ke source ko bhi bdhava deta hai; jaise ki com. marketing tatha customer services jiske dwara aapke business ko gati miltee hai tatha aapke income me vridhdhi me hoti hai.

Advantages


E-commerce serves as an equalizer - yah shuruaati daur ke chhote tatha madhyam aakar ke vyapriyo ko vaishvik bajar me pahunchane me mdad krta hai.

E-comerce makes mass cutomization possible -
is kshetra me E-commerce Applications me asani se prayog kiye jane vale ordering system shamil hote hai jiski sahayta se grahak apni ikksha ke anusar utpado (products) ya ( service ) ka chayan kar order de sakte hai.

E-commerce allows network production -

Company ki production process ko un sabhi contractors ko bhej dena jo bhaugolik roop se to bikhare hai parantu computer network ke madhayam se aapas me jude hai network utpadan ke karn lagt me kami ke sath hi yh adhik rannitik target marketing prvide krta hai iske sath hi isse atirikt utpado, sewao tatha vaisee prnaliyo ko bechane me madadgar hoti hai.

E-commerce is helpful to custumer-

consumer bussiness (C2B) transaction me grahko ya upbhoktao ka jyada mahatva hota hai. ve apni aavshyktao aur ruchi ke anusar product banva sakte hai tatha sewao ki diliveri kaise ho yaha bhi sunischit ho sakta hai. E-commerce me production process fast aur open hota hai jis par grahko ka bahut adhik niyantran hota hai.
Lower cost -
E-commerce ke kshetra me lower cost ek effective labh hai kyoki e-commerce  me ham marketing aur vigyapan ke kharch ko kam kar skte hai ewam anavashyak phone calls aur patra vyavhar ko bhi kam kiya ja sakta hai jisse ki business me anavshyak vyay ko km kar sakte hai. E-commerce inventpory, workers kray lagat order proccecing cost aadi ko bhi kam karti hai.

Better Customer service-

Jaldi grahak sewa ka mtlab e-commerce me behtar aur online customer ko apni company ke phone karne ke bajaya, web merchant apne niji khate me online pratyaksha grahko ko deta hai. Isse paise aur samay ki bachat hoti hai ewm over night package delivery jaha customer apne product ke delivery status online dekh skta hai.

Team Work - 


E-mail ese logo ke bich information ka exchange aur kisi problem ka solution ke liye example hai. Yaha organization ke sellers , business partner, supplier aur customer ke beech interaction badhane ka easy way hai.

E-commerce me ham apne utpad caitlog me naye utpado ko jod sakte hai aur unki kimto me vanchhit parivartan , bina kisi atirikt vyay aur smay vyarth kiye kar sakte hai, jabki parmparik catalog me yh kary krna atyant kharchila hai.

Security -

surksha online business ke liye bahut badi samsya hai. Customer ko apna koi bhi transaction pura krne se pahle un system ke integrity ewm safety ke najar se confident hona chahiye.

System Scalability -

E-commerce me business website ke jariye vibhinn customer ke sath intractieve interfere develop krta hai.

Customer Relation Problem-

Chuki e-commerce me koi transaction pratyaksha rup se nhi hota hai sabhi chije online aprtyksha rup se ki jati hai. Agar kisi product ke bare me feedback lena bhi ho to ve chije online hi hoti hai. Sath hi sath is business me customer na to business marchant ko janta hai n hi business marchant customer ko jisse ki unke beech koi emotional relation nahi ban pata hai , jo ki business ke liye bahut upyogi hai.

Economic and Social Problem -

Electronic commerce ke liye puri aabaadi kabhi bhi is prakar ki takniki kaushal vikasita nahi kr payegee. N hi sab ke pas E-commerce ke liye sansadhan prapt honge. Is trah ke vyapar me chooki km manav shkti ki aavshyakta hoti hai atah isse berojgari bdhegee.

India and E-commerce -

Bharat me e-commerce abhi shaishav kal se gujar rha hai. Iske satha satha bharta ke uddhamiyo ko iskee kshamta aur labh ka gyan ho chuka hai aur is or inka rujhan bhi bdha hai. Visheshgyon ka aaklan hai ki bharat me computers ki kimto me kami, internet ka badhta upyog ewam internet sewa prdatao (ISPs) ki sankhya me vriddhi , e-commerce ki sakaratmak pragati me mahatvapurna bhumika nibhayenge.

Vibhinn shahro me nitya khulte syber-cafe jo kam kimat me internet par vichrne arthat internet surfing ki suvidha uplabdha krate hai, E-commerce ki lokpriyta badhane aham bhumika nirvah karenge. Bharat sarkar ki ek ghoshana ke anusar ab gramin kshetro ko bhee internet se jodne ka pryas kiya ja rha hai. Yha pryas e-commerce ke kshetra ek krantikari kadam hoga.

Bharat me e-commerce se sambndhit websites ke samne abhi bhi samsyaye aa rahi hai; jaise credit card dharmo ka kam sankhya me hona, vibhinna credit card agencies ke asman bhugtan niyam aadi. Prantu in sab kathinaiyon ke hote huye bhi bharat ki vishal jansankhya ko dekhte huye pramukh antarrashtriya internet space 

pradata yahoo, microsoft, IBM aur bharat 

ke internet space prdatao ko bhi e-


commerce bajar jo lekr anek aashaye hai.
Bharat ki pratham e-commerce site redigf.com ke pramukh shree ajeet bal krishna vartman E-COMMERCE ki tulna san 1980 P.C. kaal se krte huye kahte hai ki us samay kisee company ko personal computer kharidne se pahle uski kimat / labh aadi ka guna bhag lgana padta tha , kintu aaj ise khridna kisee bhi company ke liye samanya karya hi nahi apitu anivaryta bhi ho gya hai. unke anusar aane vale varsho me bharat me ecommerse ka prachar-prasar avashya bdhega.

bhartiya grahak ki ek pravitti iske utthan me roda ho sakti hai, vah yah ki bhartiya grahak kisi bhi vastu ko kharidne se pahle swyam hi uski janch parakh karna chahta hai. bina dekhe kisi vastu ko khridne me use yaha bhay satata hai ki kahi vikreta dwara vastu ke liye kiye gaye dave mithya to nahi hai. bhartiya bajar me E-commerce ke pair jmane ke liye pryasrat vibhinna companys ko bhi apne utpad ke liye kiye gye dawe satya siddha krne honge aur bikri ke bad utpadn se aane vali kathinaiyo ke liye grahk ko bikri uprant sewaye bhi uplbdh krani hongi. darasal pashchim desho ke saman bhartiya upbhokta itna sajag nhi hai ki utpad ke liye kiye gaye davo me koi kamee pane par vah adalat tak ja sake aur fir bharat ki nyay prnalee bhi ek lambe smay tak chalne vaki prakriya hai, jisme fasne se koi bhi samanya vyakti ktrata hai aur kamee vali vastu ke sath hi smjhauta kr leta hai prantu agli bar vah vastu ki khriddari ka trika athva company avshya badal leta hai.

vishleshko ka manna hai ki bhvishya me bharat ki sampurna vyaparik duniya, cyber space par najar aayegee. yah bhavi kranti hai aur iske prarmbhik rujhano se yah anuman lgaya ja rha hai ki yaha kranti shighra hi desh bhar ne chha jane vali hai. bharat me ek bda madhym vargiy upbhokta jagrit hai, jo e-commerce me badh-chadhkar ruchi dikha raha hai. bhatiya uddhamiyo ke sath-sath upbhokta bhi tejee se paripakva ho rahe hai aur e-commerce me unakee ruchi me teji se vistar ho rha hai.

bharat me e-commerce ke ujjval bhavishya ki kamna ki ja rahi hai. vishleshko ka esa manna hai ki bharat me e-commerce ki shuruaat bhale hi der se hui ho , parantu sheeghra hi bharat bhi anya viksit desho ki brabree e-commerce me kar lega. bharat me e-commerce ka mukhya chalak 

business-to-business (B2B) E-commerce 

hoga aur business-to-cosumer (B2C) bhee bharat me E-commerce ke vikas me mahatvapurna bhumika ka nirvah karega. halanki isme vaidhanilk aur iske prinam bhi atyant utsahvrdhak prapt ho rahe hai. software udyog ke mukhya sangthan national asociation off software and services company ke purva adhyaksha swargiya devang mehta ka khna tha ki e-commerce sansadhano ko samuche vishva me jabardast lokpriyata prapta hai. suchna praudhyogiki ke kshetra me bhartiya software Engineers ki buddhi aur karyakushlata ko smuche vishva ne mana aur saraha hai.

E-commerce ke kshetra me lower cost ek effective labh hai kyoki e-commerce  me ham marketing aur vigyapan ke kharch ko kam kar skte hai ewam anavashyak phone calls aur patra vyavhar ko bhi kam kiya ja sakta hai jisse ki business me anavshyak vyay ko km kar sakte hai. E-commerce inventpory, workers kray lagat order proccecing cost aadi ko bhi kam karti hai.

Better Customer service-

Jaldi grahak sewa ka mtlab e-commerce me behtar aur online customer ko apni company ke phone karne ke bajaya, web merchant apne niji khate me online pratyaksha grahko ko deta hai. Isse paise aur samay ki bachat hoti hai ewm over night package delivery jaha customer apne product ke delivery status online dekh skta hai.

Team Work - 

E-mail ese logo ke bich information ka exchange aur kisi problem ka solution ke liye example hai. Yaha organization ke sellers , business partner, supplier aur customer ke beech interaction badhane ka easy way hai.

E-commerce me ham apne utpad caitlog me naye utpado ko jod sakte hai aur unki kimto me vanchhit parivartan , bina kisi atirikt vyay aur smay vyarth kiye kar sakte hai, jabki parmparik catalog me yh kary krna atyant kharchila hai.

Security -

surksha online business ke liye bahut badi samsya hai. Customer ko apna koi bhi transaction pura krne se pahle un system ke integrity ewm safety ke najar se confident hona chahiye.

System Scalability -


E-commerce me business website ke jariye vibhinn customer ke sath intractieve interfere develop krta hai.

Customer Relation Problem-

Chuki e-commerce me koi transaction pratyaksha rup se nhi hota hai sabhi chije online aprtyksha rup se ki jati hai. Agar kisi product ke bare me feedback lena bhi ho to ve chije online hi hoti hai. Sath hi sath is business me customer na to business marchant ko janta hai n hi business marchant customer ko jisse ki unke beech koi emotional relation nahi ban pata hai , jo ki business ke liye bahut upyogi hai.

Economic and Social Problem -

Electronic commerce ke liye puri aabaadi kabhi bhi is prakar ki takniki kaushal vikasita nahi kr payegee. N hi sab ke pas E-commerce ke liye sansadhan prapt honge. Is trah ke vyapar me chooki km manav shkti ki aavshyakta hoti hai atah isse berojgari bdhegee.

India and E-commerce -

Bharat me e-commerce abhi shaishav kal se gujar rha hai. Iske satha satha bharta ke uddhamiyo ko iskee kshamta aur labh ka gyan ho chuka hai aur is or inka rujhan bhi bdha hai. Visheshgyon ka aaklan hai ki bharat me computers ki kimto me kami, internet ka badhta upyog ewam internet sewa prdatao (ISPs) ki sankhya me vriddhi , e-commerce ki sakaratmak pragati me mahatvapurna bhumika nibhayenge.

Vibhinn shahro me nitya khulte syber-cafe jo kam kimat me internet par vichrne arthat internet surfing ki suvidha uplabdha krate hai, E-commerce ki lokpriyta badhane aham bhumika nirvah karenge. Bharat sarkar ki ek ghoshana ke anusar ab gramin kshetro ko bhee internet se jodne ka pryas kiya ja rha hai. Yha pryas e-commerce ke kshetra ek krantikari kadam hoga.

Bharat me e-commerce se sambndhit websites ke samne abhi bhi samsyaye aa rahi hai; jaise credit card dharmo ka kam sankhya me hona, vibhinna credit card agencies ke asman bhugtan niyam aadi. Prantu in sab kathinaiyon ke hote huye bhi bharat ki vishal jansankhya ko dekhte huye pramukh antarrashtriya internet space pradata yahoo, microsoft, IBM aur bharat ke internet space prdatao ko bhi e-commerce bajar jo lekr anek aashaye hai.

Bharat ki pratham e-commerce site redigf.com ke pramukh shree ajeet bal krishna vartman E-COMMERCE ki tulna san 1980 P.C. kaal se krte huye kahte hai ki us samay kisee company ko personal computer kharidne se pahle uski kimat / labh aadi ka guna bhag lgana padta tha , kintu aaj ise khridna kisee bhi company ke liye samanya karya hi nahi apitu anivaryta bhi ho gya hai. unke anusar aane vale varsho me bharat me ecommerse ka prachar-prasar avashya bdhega.

bhartiya grahak ki ek pravitti iske utthan me roda ho sakti hai, vah yah ki bhartiya grahak kisi bhi vastu ko kharidne se pahle swyam hi uski janch parakh karna chahta hai. bina dekhe kisi vastu ko khridne me use yaha bhay satata hai ki kahi vikreta dwara vastu ke liye kiye gaye dave mithya to nahi hai. bhartiya bajar me E-commerce ke pair jmane ke liye pryasrat vibhinna companys ko bhi apne utpad ke liye kiye gye dawe satya siddha krne honge aur bikri ke bad utpadn se aane vali kathinaiyo ke liye grahk ko bikri uprant sewaye bhi uplbdh krani hongi. darasal pashchim desho ke saman bhartiya upbhokta itna sajag nhi hai ki utpad ke liye kiye gaye davo me koi kamee pane par vah adalat tak ja sake aur fir bharat ki nyay prnalee bhi ek lambe smay tak chalne vaki prakriya hai, jisme fasne se koi bhi samanya vyakti ktrata hai aur kamee vali vastu ke sath hi smjhauta kr leta hai prantu agli bar vah vastu ki khriddari ka trika athva company avshya badal leta hai.

vishleshko ka manna hai ki bhvishya me bharat ki sampurna vyaparik duniya, cyber space par najar aayegee. yah bhavi kranti hai aur iske prarmbhik rujhano se yah anuman lgaya ja rha hai ki yaha kranti shighra hi desh bhar ne chha jane vali hai. bharat me ek bda madhym vargiy upbhokta jagrit hai, jo e-commerce me badh-chadhkar ruchi dikha raha hai. bhatiya uddhamiyo ke sath-sath upbhokta bhi tejee se paripakva ho rahe hai aur e-commerce me unakee ruchi me teji se vistar ho rha hai.

bharat me e-commerce ke ujjval bhavishya ki kamna ki ja rahi hai. vishleshko ka esa manna hai ki bharat me e-commerce ki shuruaat bhale hi der se hui ho , parantu sheeghra hi bharat bhi anya viksit desho ki brabree e-commerce me kar lega. bharat me e-commerce ka mukhya chalak 


  • business-to-business (B2B) E-commerce

 hoga aur business-to-cosumer (B2C) bhee bharat me E-commerce ke vikas me mahatvapurna bhumika ka nirvah karega. halanki isme vaidhanilk aur iske prinam bhi atyant utsahvrdhak prapt ho rahe hai. software udyog ke mukhya sangthan national asociation off software and services company ke purva adhyaksha swargiya devang mehta ka khna tha ki e-commerce sansadhano ko samuche vishva me jabardast lokpriyata prapta hai. suchna praudhyogiki ke kshetra me bhartiya software Engineers ki buddhi aur karyakushlata ko smuche vishva ne mana aur saraha hai.
Other topic
Khilawan
Hi I am Khilawan founder of this blog and i live in a small Village and i am started blogging in 2017 last month and the date is 6/12/2017 and learning today..

Related Posts

Post a Comment

Subscribe Our Newsletter